SONG: Ruk Gaya Aankh Se Bahata Hua Dariya Kaise - रुक गया आँख से बहता हुआ दरियां कैसे

Ruk Gaya Aankh Se Bahata Hua Dariya Kaise - रुक गया आँख से बहता हुआ दरियां कैसे

LYRICS:
ruk gaya aankh se bahta hua dariya kaise ruk gaya aankh se bahta hua dariya kaise gham ka tufa to bahut tej tha thahra kaise ruk gaya aankh se bahta hua dariya kaise mujhko khud par bhi bharosa nahi hone pata mujhko khud par bhi bharosa nahi hone pata log kar lete hain gairo pe bharosa kaise log kar lete hain gairo pe bharosa kaise har ghadi tere khayalo me ghira rahta hu har ghadi tere khayalo me ghira rahta hu milna chahu to milu khud se main tanha kaise milna chahu to milu khud se main tanha kaise aur bhi ahal-e-khirad ahal-e-junu the maujud aur bhi ahal-e-khirad ahal-e-junu the maujud lut gaye hum hi teri bajm me tanha kaise lut gaye hum hi teri bajm me tanha kaise gham ka tufa to bahut tej tha thahra kaise ruk gaya aankh se bahta hua dariya kaise ruk gaya aankh se bahta hua dariya kaise