SONG: Rozana - रोज़ाना

Rozana - रोज़ाना

LYRICS:
tere hathon ki taraf mere hathon ka safar rozana, rozana teri aankhon se kahe kuch toh meri nazar rozana, rozana rozana mai sochun yehi kahan aaj kal mai hoon lapata tujhe dekh toh hansne lage mere dard bhi kyun khamakhan hawaon ki tarah mujhe chhu ke tu guzar rozana, rozana tere hathon ki taraf mere hathon ka safar rozana, rozana inn aankhon se ye bata kitna mai dekhu tujhe reh jaati hai kuch kami jitna bhi dekhu tujhe rozana mai sochun yehi ke jee lungi main be-saans bhi aise tu mujhe milta rahe agar rozana, rozana tere hathon ki taraf mere hathon ka safar rozana, rozana yun aa mila tu mujhe jaise tu mera hi hai aaram dil ko jo de woh zikr tera hi hai rozana mai sochun yehi ke chalti rahe baatein teri aate jaate yunhi mere liye thehar rozana, rozana tere hathon ki taraf mere hathon ka safar rozana, rozana