SONG: Roti Hui Ankho Me Tasveer Kisi Ki - रोती हुई आँखों में हैं तस्वीर किसी की

Roti Hui Ankho Me Tasveer Kisi Ki - रोती हुई आँखों में हैं तस्वीर किसी की

LYRICS:
roti huyi aankho me hai tasveer kisi ki roti huyi aankho me hai tasveer kisi ki ae dil kabhi dushman na ho taqdeer kisi ki roti huyi aankho me hai tasveer kisi ki ae dil kabhi dushman na ho taqdeer kisi ki roti huyi har ashq sunata hai mere gham ki kahani arman luta baithi hai masum jawani arman luta baithi hai masum jawani kyu tut gayi pyar ki zanzir kisi ki ae dil kabhi dushman na ho taqdeer kisi ki roti huyi suni hai andheri hai mere ishq ki raahe kuch dhundh rahi hai meri betaab nigahe kuch dhundh rahi hai meri betaab nigahe banti nahi tadbeer se taqdeer kisi ki ae dil kabhi dushman na ho taqdeer kisi ki roti huyi aankho me hai tasveer kisi ki ae dil kabhi dushman na ho taqdeer kisi ki roti huyi