SONG: Roti Ankho Me Teri Yaad Liye Jati Hu - रोती आँखों में तेरी याद लिए जाती हूँ

Roti Ankho Me Teri Yaad Liye Jati Hu - रोती आँखों में तेरी याद लिए जाती हूँ

LYRICS:
roti aankho me teri yaad liye jati hu roti aankho me teri yaad liye jati hu yaad rakhna dil-e-barbad liye jati hu yaad rakhna dil-e-barbad liye jati hu jati hu tuti hui aas ko bahlati hui jati hu tuti hui aas ko bahlati hui ek nishani liye jati hu teri ? hui ek nishani liye jati hu teri ? hui roti aankho me teri yaad liye jati hu yaad rakhna dil-e-barbad liye jati hu o mere sahare o mere sahare ye agar ho mere bas me pal bhar me badal dalu zamane ki rasme pal bhar me badal dalu zamane ki rasme aakash se khuda ko jami par uatar kar aakash se khuda ko jami par utaar kar daman pakad ke usse kahun ye pukar kar daman pakad ke usse kahun ye pukar kar ek hath se ye bahte hue aansu poch de ek hath se ye bahte hue aansu poch de ek hath se zamane ke seene ko chir de lekin is waqt mere gum ke siva koi nahi lekin is waqt mere gum ke siva koi nahi dukhi insan ka dunia me khuda koi nahi dukhi insan ka dunia me khuda koi nahi dil me gham hotho pe fariyaad liye jati hu dil me gham hotho pe fariyaad liye jati hu roti aankho me teri yaad liye jati hu