SONG: Rota Hai Fariyaad Karta - रोता है फरियाद करता है

Rota Hai Fariyaad Karta - रोता है फरियाद करता है

LYRICS:
ro ro ke din raat tu kiska naam leta hai tu duaaye deta hai ya badduaaye deta hai rota hai fariyad karta hai rota hai fariyad karta hai bol tu kisko yaad karta hai rota hai fariyad karta hai bol tu kisko yaad karta hai rota hai fariyad karta hai lagta hai kisi jalim ne tere dil ko toda hai lagta hai kisi jalim ne tere dil ko toda hai uska naam bata jisne tujhe sadak pe choda hai uska naam bata koun hai vo shaitan jo aise logo ko barbad karta hai rota hai fariyad karta hai rota hai fariyad karta hai neend churakar auro ki papi chain se sote hai neend churakar auro ki papi chain se sote hai kuch logo ke sine me dil nahi patthar hote hai tadap tadap ke mar jaye panchi raham kaha jallad karta hai rota hai fariyad karta hai bol tu kisko yaad karta hai rota hai fariyad karta hai rota hai fariyad karta hai rota hai fariyad karta hai