SONG: Rootha Hai To Manaa Lenge

Rootha Hai To Manaa Lenge

LYRICS:
(ruthaa hai to manaa lenge - 2 bigadaa hai to banaa lenge rotaa hai to hasaa lenge phir bhi naa manaa to - 2 naa manaa to deke khilon behlaa lenge ruthaa hai to manaa lenge) - 2 pyar mein gussaa hai gusse mein pyaar hai - 2 jhoote inkaar mein sachchaa ikraar hai nadan ko samja lenge hum jaal mein phasalenge beiman ko phuslaa lenge - 2 phir bhi naa manaa to - 2 naa manaa to deke khilon behlaa lenge dil kaa mithaa hai kadwaa zubaan kaa - 2 bantaa hai sayana woh to jahaan kaa hum dhokese behkaa lenge takraar se manaavaa lenge ek pyaar se chata malenge - 2 phir bhi naa manaa to - 2 naa manaa to deke khilon behlaa lenge ruthaa hai to manaa lenge