SONG: Roop Ki Rani Aaja Ki Mujhe Hai - रूप की रानी आजा की मुझे है

Roop Ki Rani Aaja Ki Mujhe Hai - रूप की रानी आजा की मुझे है

LYRICS:
roop ki rani aaja ki mujhe hai teri tasweer banani teri tasweer banani aaja ki mujhe hai teri tasweer banani teri tasweer banani ye mast ghataye ye adaao pe jawani ye mast ghataye ye adaao pe jawani girta hua nadiya mein pahado ka pani girta hua nadiya mein pahado ka pani kahata hai tere roop ki rangin kahani kahata hai tere roop ki rangin kahani roop ki rani aaja ki mujhe hai teri tasweer banani teri tasweer banani aawaj nayi hai ye meri ulfat ka asar hai ulfat ka asar hai tujhe kuch bhi khabar hai tu dhudh rahi hai jise wo dil to idhar hai najar teri kidhar hai kha jaye na thokar teri madhhosh jawani kha jaye na thokar teri madhhosh jawani roop ki rani aaja ki mujhe hai teri tasweer banani teri tasweer banani ye rahe mohabbat hai kadam jara soch dhrana jara soch dharna duniya se na darana phulo ki tamnna hai to kanto se hi gujrna fariyad na karna kanto mein hi palti mohabbat ki jawani kanto mein hi palti hai kahani o roop ki rani aaja ki mujhe hai teri tasweer banani teri tasweer banani aaja ki mujhe hai teri tasweer banani teri tasweer bannai