SONG: Roop Jab Aisa Mila Aisi Aada Kaise Na Ho Bhari Botal Jawani Ki - रूप जब ऐसा मिला ऐसी अदा कैसे ना हो भरी बोतल जवानी की

Roop Jab Aisa Mila Aisi Aada Kaise Na Ho Bhari Botal Jawani Ki - रूप जब ऐसा मिला ऐसी अदा कैसे ना हो भरी बोतल जवानी की

LYRICS:
are mishri jaisi tohri suratiya aur mirchi jaisi boli bole aise bol ki sunke lage karzava pe goli roop jab aisa mila aisi ada kaise na ho roop jab aisa mila aisi ada kaise na ho bhari bottle ho jawani ki, bhari bottle ho jawani ki nasha kaise na ho roop jab aisa mila haye haye haye are are teri julmi jawani chadi nadiya toofani are are teri julmi jawani chadi nadiya toofani udhe jab lath mukhre pe gata ho paani paani dekh ke tujhko julm dil pe bala kaise na ho julm kaise na ho roop jab aisa mila haye haye haye bagiya ki saari kaliya kheto ki hariyali are paav tale bichh jaye jab chale nakhre wali hai mukh per subah ki lali, badan phulva ki dhali hai mukh per subah ki lali, badan phulva ki dhali bara har rang me jaadu magar dil pyar se khali aisa ho nakhra to biyara peeta kaise na ho ha peeta na ho kaise ho roop jab aisa mila aisi ada kaise na ho bari bottle ho jawani ki bhari bottle ho jawani ki, bhari bottle ho jawani ki nasha kaise na ho roop jab aisa mila