SONG: Rone Se Nahin Fursat Jisko - रोने से नहीं फ़ुर्सत जिसको

Rone Se Nahin Fursat Jisko - रोने से नहीं फ़ुर्सत जिसको

LYRICS:
rone se nahi fursat jisko wo hansna hansana kya jane rone se nahi fursat jisko kya dard me dil par banti hai kya dard me dil par banti hai bedard zamana kya jane bedard zamana kya jane rone se nahi fursat jisko jo dil ki tamanna banke rahe wo dil ka lagana kya jane jo dil ki tamanna banke rahe wo dil ka lagana kya jane dil aap hi naazo ka hai pala dil aap hi naazo ka hai pala wo naaz uthana kya jane wo naaz uthana kya jane rone se nahi fursat jisko jis par bhi bharosa humne kiya jis par bhi bharosa humne kiya ki milke usi jaalim ne daga ki milke usi jaalim ne daga patthar ko jo phul samajhta ho patthar ko jo phul samajhta ho wo chot bachana kya jane wo chot bachana kya jane rone se nahi fursat jisko wo hansna hansana kya jane rone se nahi fursat jisko