SONG: Rone Se Aur Ishq Men Bebaak Ho Gaye - रोने से और इश्क में बेबाक हो गये

Rone Se Aur Ishq Men Bebaak Ho Gaye - रोने से और इश्क में बेबाक हो गये

LYRICS:
rone se aur ishq me bebaak ho gaye rone se aur ishq me bebaak ho gaye dhoye gaye hum aise ki bas paak ho gaye rone se aur ishq me bebaak ho gaye kahta hai kaun nala e bulbul ko be asar kahta hai kaun nala e bulbul ko be asar parde me gul ki laakh jigar chaak ho gaye rone se aur ishq me bebaak ho gaye karne gaye the usse tagaaful ka hum gila karne gaye the usse tagaaful ka hum gila ki ek hi nigaah ki bas khaak ho gaye rone se aur ishq me bebaak ho gaye is rang se uthaai kal usne asad ki laash is rang se uthaai kal usne asad ki laash dushman bhi jisko dekh ke gamnaak ho gaye rone se aur ishq me bebaak ho gaye rone se aur ishq me