SONG: Rock & Rola (Male) - रॉक एंड रोला हसीनों का टोला निगाहों में शोला

Rock & Rola (Male) - रॉक एंड रोला हसीनों का टोला निगाहों में शोला

LYRICS:
rock and rola hasino ka tola nigahon mein shola ye bamb ka gola babu rock and rola hasino ka tola nigahon mein shola ye bamb ka gola babu haye re bhiga bhiga mausam baras rahi hai shabnam pani mein dhima dhima sargam taras rahe hai tanha hum lahron ke sang dil dola rock and rola hasino ka tola nigahon mein shola ye bamb ka gola babu mistar educated hai pure suited booted hai mistar educated hai pure suited booted hai mistar educated hai pure suited booted hai jab aate hai farmate hai how do you do how do you do miss mona rock and rola hasino ka tola nigahon mein shola ye bamb ka gola babu dadhi saaf karela hai babu muchh mundela hai dadhi saaf karela hai babu muchh mundela hai sar pe chameli chal albeli chehra chikna gola rock and rola hasino ka tola nigahon mein shola ye bamb ka gola babu zulfon mein phul khila ke ankhiya gulabi barsa ke gori gori baahe lahrake bahki adaye dikhla ke jhume bahare kola rock and rola hasino ka tola nigahon mein shola ye bamb ka gola babu upar english jacket hai andar khali pocket hai upar english jacket hai andar khali pocket hai gale mein fanda gale mein fanda kaam na dhandha baate gaake chaal mein shola rock and rola hasino ka tola nigahon mein shola ye bamb ka gola babu