SONG: Ro_Un Main Saagar Ke Kinaare, Saagar Hansi Udaae - रोऊँ मैं सागर के किनारे

Ro_Un Main Saagar Ke Kinaare, Saagar Hansi Udaae - रोऊँ मैं सागर के किनारे

LYRICS:
rou main sagaar ke kinare sagaar hansi udaye rou main sagaar ke kinare sagaar hansi udaye rou main sagaar ke kinare sagaar hansi udaye kya jane ye chanchal lahare kya jane ye chanchal lahare, main hu aag chhupaye rou main sagaar ke kinare sagaar hansi udaye rou main sagaar ke kinare main bhi itna dub chuka hu main bhi itna dub chuka hu, kya teri gahrai kaahe hod lagaye mose, kaahe hod lagaye rou main sagaar ke kinare sagaar hansi udaye rou main sagaar ke kinare tujh me dube chand magar ik chand ne mujhe dubaya tujh me dube chand magar ik chand ne mujhe dubaya mera sab kuch lut ke chhup gayi, chandani raat ki maya mera sab kuch lut ke chhup gayi, chandani raat ki maya armano ki chitah sajake armano ki chitah sajake, maine aag lagayi ab kya aag bujhaye meri, ab kya aag bujhaye rou main sagaar ke kinare