SONG: Ro Ro Ke Saari Raat - रो रो कर सारी रात कटी इंतज़ार में

Ro Ro Ke Saari Raat - रो रो कर सारी रात कटी इंतज़ार में

LYRICS:
ro ro ke saari raat kati intzaar mein ro ro ke saari raat kati intzaar mein kya kya khayal aaye dile bekraar mein kya kya khayal aaye dile bekraar mein khilti hui ummeed ki kaliyaa na khil saki khilti hui ummeed ki kaliyaa na khil saki dil tukde hoke beh gaya ashko ke taar mein dil tukde hoke beh gaya ashko ke taar mein ro ro ke saari raat kati intzaar mein aawaz aa rahi hai kahi se ye baar baar kahi se ye baar baar aawaz aa rahi hai kahi se ye baar baar kahi se ye baar baar khushiyon ke sath dard bhi shaamil hai pyar mein khushiyon ke sath dard bhi shaamil hai pyar mein ro ro ke saari raat kati intzaar mein kya kya khayal aaye dile bekraar mein