SONG: Rishte Jo Zindagi Me Milte Hai Pyar Banke - रिश्ते जो जिंदगी में मिलते है प्यार बनके

Rishte Jo Zindagi Me Milte Hai Pyar Banke - रिश्ते जो जिंदगी में मिलते है प्यार बनके

LYRICS:
rishte jo zindagi me milte hai pyar banke rishte jo zindagi me milte hai pyar banke khilte hai phul banke chubhte hai kaant banke rishte jo zindagi me milte hai pyar banke koi nahi kisi ka jhuthe hai sab sahare dhokhe hai aasma ke ye jagmgate tare dete hai beqrari dil ko qarar banke rishte jo zindagi me milte hai pyar banke rangin manzro ko dekho na pas jake hum bhi isi safar se laute hai chot khake vishvas todte hai ye etwar banke rishte jo zindagi me milte hai pyar banke chehre badal ke sath milte hai chhutte hai pathar ki bastiyo me shishe hi tute hai milti hai rasto me manzil gubaar banke rishte jo zindagi me milte hai pyar banke khilte hai phul banke chubhte hai kaant banke rishte jo zindagi me milte hai pyar banke