Rishta Tera Rishta Mera (Female) - रिश्ता तेरा रिश्ता मेरा
LYRICS:
tum na hote to ek bhi kadam
main to chalta nahi
tum se hi mili hai mujhe
aaj ek nayi zindagi
sach main kehta hu
is jahan mein hai
tum sa koi nahi
ek pal ke liye tumhare bin
mujhko jina nahi
ho meri jaan tum papa
mere bhagwan tum papa