SONG: Rimjhim Rimjihm Nache Saawan Ki Bundani - रिमझिम रिमझिम

Rimjhim Rimjihm Nache Saawan Ki Bundani - रिमझिम रिमझिम

LYRICS:
rimjhim rimjhim nache sawan ki bundniya mora jiya lahraye bal khaye jamkat aaye kali badriya gamkat mori phulwariya bagiya bagiya bade hodole jhule sakhiya khaye jhikole sawan ki nadiya si mori umriya tars tars rahi jaye bal khaye rimjhim rimjhim nache sawan ki bundniya mora jiya lahraye bal khaye jab chhaila bajaye bansuriya jab to deewane milaye najriya tham se munh pe gire hai bijuriya haye mujhe bichhu ka dhank lag jaye bal khaye rimjhim rimjhim nache sawan ki bundniya mora jiya lahraye bal khaye kime aaye banke chameli ki bela ladam se milu main akeli akeli ban ke badriya door mat jaana chupke chupke aansu bahaau pyar mera suna suna dukh mera duna duna saiya ko haye samjhaye bal khaye rimjhim rimjhim nache sawan ki bundniya mora jiya lahraye bal khaye