SONG: Reshmi Salwaar Kurta Jaali Ka - रेशमी सलवार कुर्ता जाली का

Reshmi Salwaar Kurta Jaali Ka - रेशमी सलवार कुर्ता जाली का

LYRICS:
reshami salwar kurta jaali ka rup saha nahi jaaye nakhre waali ka, hoy reshami salwar kurta jaali ka rup saha nahi jaaye nakhre waali ka, hoy jaa re pichha chhod mujh matwaali ka kahe dhundhe raasta kotwaali ka jaa re pichha chhod mujh matwaali ka kahe dhundhe raasta kotwaali ka jab jab tujhko dekhu mere dil me chhute phuljhadiya karunga tera pichha chaahe lag jaaye hathkadiya are karunga tera pichha chaahe lag jaaye hathkadiya kya hai kotwaali ka rup saha nahi jaaye nakhre waali ka, hoy jaa re pichha chhod mujh matwaali ka kahe dhundhe raasta kotwaali ka mai hu izzat waali mujhe samajh na aisi vaisi bade bado ki maine kar di hai aisi taisi bade bado ki maine kar di hai aisi taisi tu hai kis thaali ka kahe dhundhe raasta kotwaali ka reshami salwar kurta jaali ka rup saha nahi jaaye nakhre waali ka, hoy rup tere kaalat ka mere dil ko de gaya jhatka rang bhare haatho se zara khol de pat ghunghat ka hay rang bhare haatho se zara khol de pat ghunghat ka dil hai dilwaali ka rup saha nahi jaaye nakhre waali ka, hoy jaa re pichha chhod mujh matwaali ka kahe dhundhe raasta kotwaali ka reshami salwar kurta jaali ka rup saha nahi jaaye nakhre waali ka, hoy