SONG: Resham Ki Dori Ho Kahaan Jaiho - रेशम की डोरी हो कहाँ जइहो

Resham Ki Dori Ho Kahaan Jaiho - रेशम की डोरी हो कहाँ जइहो

LYRICS:
resam ki dori, resam ki dori kaha jaiho nindiya chura ke chori-chori resam ki dori hoye resam ki dori ho kaha jaiho nindiya chura ke chori-chori ye resam ki dori haye resam ki dori kaha jaungi mai tu hai chanda mai chakori pipal ki chhaiya ho pipal ki chhaiya teri-meri ek jindadi o mere saiya pipal ki chhaiya ho pipal ki chhaiya ho chhod u mai jamana, mai na chhod u teri baiya pipal ki chhaiya ho pipal ki chhaiya imli ke bute ho imli ke bute kal kyu na aaye mai na bolu jao juthe kal kyu na aaye mai na bolu jao juthe bada maja aaye mai manau or tu ruthe, or tu ruthe kothe pe aari ho kothe pe aari tere nam kar du jiya le aa patwari kaisa patwari ho kaisa patwari ye tu mera mai teri ye to jane dunia sari kaisa patwari ho kaisa patwari parwat pe jharna ho parwat pe jharna koi sun lega chupke-chupke bate karna koi sun lega chupke-chupke bate karna pyar kiya to badnami se kya darna, kya darna kurta malmal ka ho kurta malmal ka aaj to jati hu mai le-le wada kal ka kurta malmal ka haay kurta malmal ka kal ka bharosha kya bharosha nahi pal ka kurta malmal ka haay kurta malmal ka ambar pe tare haye ambar pe tare jine nahi denge tere naina kajrare jine nahi denge tere naina kajrare jina ho jise wo aaye kyu pritam ke dware, pritam ke dware ki misri ki daliya haay misri ki daliya pyar me kaate hai jyada thodi kaliya misri ki daliya ho misri ki daliya ho kaate ho ya kaliya pi ki galiya, pi ki galiya