SONG: Resham Kaa Hain Kurta - रेशम का है कुर्ता

Resham Kaa Hain Kurta - रेशम का है कुर्ता

LYRICS:
resham ka hai kurta mera jali ki chunriya chupke chupke aa gayi main to prem ki dagriya are resham ka hai kurta mera jali ki chunriya chupke chupke aa gayi main to prem ki dagriya chhod de palla gali-mohalla karega halla allah-allah resham ka hai kurta mera jali ki chunriya chupke chupke aa gayi main to prem ki dagriya saiya teri baiya pakdi to kabhi na chhodungi are saiya teri baiya pakdi to kabhi na chhodungi jhumka toda kangana toda wada nahi todugi dhire-dhire haye dhire dhire are dhire-dhire chadh ke main to aa gayi atriya dhire-dhire chadh ke main to aa gayi atriya resham ka hai kurta mera jali ki chundriya chhod de palla gali-mohlla kare halla allah-allah resham ka hai kurta mera jali ki chunriya chupke chupke aa gayi main to prem ki dagriya phul gulabu saiyya main kachchi kali kachanar ki haye phul gulabu saiyya main kachchi kali kachanar ki dil na jane main na janu kaise ho gayi yaar ki pyar hai saiyya pyar hai haye pyar ki mari aa gayi main to phulo ki phulwariya pyar ki mari aa gayi main to phulo ki phulwariya resham ka hai kurta mera jali ki chundariya chhod de palla gali- mohalla karega halla allah-allah resham ka hai kurta mera jali ki chunriya chupke chupke aa gayi main to prem ki dagriya tu hi haar hai tu hi mera shringaar hai are tu hi haar hai tu hi mera shringaar hai id ka chand karwa chauth mera har tyohar hai maan le baba maan le kahna maan yu na tham mujhko bich dagariya kahna maan yu na tham mujhko bich dagariya resham ka hai kurta mera jali ki chunriya chhod de palla gali-mohalla karega halla allah-allah resham ka hai kurta mera jali ki chunriya chupke chupke aa gayi main to prem ki dagriya jali ki chunriya prem ki dagriya are phulo ki phulwariya aa gayi main atriya