SONG: Rehnuma (Album) - रहनुमा

Rehnuma (Album) - रहनुमा

LYRICS:
jado yaad awve teri khabr na jado main batawa ke asar na jado yaad awve teri khabr na jado main batawa ke asar na dil leke main chal pada hun jaane kis raha par bin tere main tanha khada hun jaane kis mod pe saari dishaye jhuti lagti hai rahe ruthi aur na kadam sath de rehnuma mere aaja mujhe tham le rehnuma mere aaja mujhe tham le mehrba mere tu kaha rehnuma rehnuma tuti si kasti hai majhdhar me lehro ki basti si takrar me dooba nahi sab main sehta raha lagta hun aaj main pyar me aati hawaye yu dur le jaye kahi mujhko na beh jaane de rehnuma mere aaja mujhe tham le rehnuma mere aaja mujhe tham le