SONG: Reham Na Khana - रहम ना खाना,

Reham Na Khana - रहम ना खाना,

LYRICS:
raham na khana, raham na khana hai makkar zamana, hai makkar zamana raham na khana raham na khana, raham na khana hai makkar zamana, hai makkar zamana raham na khana jhutha sadhu pahan ke aaya daya dharm ka pana hai makkar zamana raham na khana raham na khana, raham na khana isi raham ne tumko mitaya raaj paat sab apna ganvaya isi raham ne tumko mitaya raaj paat sab apna ganvaya khaan ne khoi aan baan mukhtakh bane hai rana hai makkar zamana raham na khana khaan ne khoi aan baan mukhtakh bane hai rana hai makkar zamana raham na khana raham na khana, raham na khana hai makkar zamana, hai makkar zamana dukhiya durbal chhin le roti hath marod ke chhin le roti dukhiya durbal chhin le roti hath marod ke chhin le roti bhikh mang kar jeene se to acchha hai mar jana hai makkar zamana raham na khana bhikh mang kar jeene se to acchha hai mar jana hai makkar zamana raham na khana raham na khana, raham na khana hai makkar zamana, hai makkar zamana raham na khana