SONG: Re Murkh Tu Kya Jane - रे मुर्ख तू क्या जाने

Re Murkh Tu Kya Jane - रे मुर्ख तू क्या जाने

LYRICS:
chet re murakh chet re avsar bita jaye jiski tohe talash hai wo tohe dhundh na jaye, haye re murakh tu kya jane tune sab kuch aaj gavaya tune sab kuch aaj gavaya tujhe kismt dhundh rahi thi par tu pahchan na paya tune sab kuch aaj gavaya re murakh tu kya jane tune sab kuch aaj gavaya tune sab kuch aaj gavaya re murakh tu kya jane ye andho ki nagri hai aankho me bharam ki lali par sabke sab hai shikari ye andho ki nagri hai aankho me bharam ki lali par sabke sab hai shikari par sabke sab hai shikari kya soch ke o mere hirna tu is duniya me aaya tune sab kuch aaj gavaya re murakh tu kya jane ye bhi na koi puchhega aaye ho kaha se musafir kyu bhatak rahe ho dar dar ye bhi na koi puchhega aaye ho kaha se musafir kyu bhatak rahe ho dar dar kyu bhatak rahe ho dar dar maya ke is phande me kyu jan ke pair fasaya tune sab kuch aaj gavaya re murakh tu kya jane tune sab kuch aaj gavaya tune sab kuch aaj gavaya