SONG: Raushani Apani Umangon Ki Lutaa Kar Chal Diye - रौशनी अपनी उमंगों की लुटा कर चल दिये

Raushani Apani Umangon Ki Lutaa Kar Chal Diye - रौशनी अपनी उमंगों की लुटा कर चल दिये

LYRICS:
raushani apni umango ki lutaa kar chal diye raushani apni umango ki lutaa kar chal diye apni qismat ke diye hum khud bujhaa kar chal diye apni qismat ke diye hum khud bujhaa kar chal diye raushani apni umango ki lutaa kar chal diye jinse milne ki duaa karte rahe hum umr bhar jab wo pahuche hum nazar apni jhukaa kar chal diye raushani apni umango ki lutaa kar chal diye wo teri qismat se ban jata hai dushman tera dost wo teri qismat se ban jata hai dushman tera dost hum yaha har dost ko dushman bana kar chal diye dekhne aur sunane waalo ko pasand aaye na aaye dekhne aur sunane waalo ko pasand aaye na aaye jo kisi dil ki kahaani hum suna kar chal diye jo kisi dil ki kahaani hum suna kar chal diye raushani apni umango ki lutaa kar chal diye