SONG: Raushan Tumhin Se Duniyaa - रौशन तुम्हीं से दुनिया

Raushan Tumhin Se Duniyaa - रौशन तुम्हीं से दुनिया

LYRICS:
roshan tumhi se duniya, raunaq tumhi jahaan ki phulo me palne vaali raani ho gulsitaan ki salaamat raho, salaamat raho roshan tumhi se duniya, raunaq tumhi jahaan ki phulo me palne vaali raani ho gulsitaan ki salaamat raho, salaamat raho naazuk ho naaz se bhi, tum pyaar se bhi pyaari naazuk ho naaz se bhi, tum pyaar se bhi pyaari tum husn se hasi ho kya baat hai tumhaari kya baat hai tumhaari aankho me do jahaan hai, maalik ho do jahaan ki salaamat raho, salaamat raho dil chaahe tut jaaye, mere dil se yu hi khelo dil chaahe tut jaaye, mere dil se yu hi khelo jiti raho yu hi tum, meri bhi umr le lo meri bhi umr le lo kis din dua na maangi hamne tumhaari jaan ki salaamat raho, salaamat raho roshan tumhi se duniya, raunaq tumhi jahaan ki phulo me palne vaali raani ho gulsitaan ki salaamat raho, salaamat raho