SONG: Rat Abhi Baki Hai, Dil Ko Karar Aaya Nahi - रात अभी बाकी हैं, दिल को करार आया नहीं

Rat Abhi Baki Hai, Dil Ko Karar Aaya Nahi - रात अभी बाकी हैं, दिल को करार आया नहीं

LYRICS:
raat abhi baki hai, raat abhi baki hai dil ko karar aaya nahi chhed de, haye wo nagma, tune jo gaaya nahi raat abhi baki hai, raat abhi baki hai dil ko karar aaya nahi chhed de, haye wo nagma, tune jo gaaya nahi raat abhi baki hai, raat abhi baki hai nas nas me bas gaye wo, aansu me wo samaye tum hi kaho ke jalim, nind ab kis ko aaye charo taraf khushi ke, saaman jhumte hai raat abhi baki hai, raat abhi baki hai dil ko karar aaya nahi chhed de, haye wo nagma, tune jo gaaya nahi raat abhi baki hai, raat abhi baki hai shabnami, shabnami aankho me dil hai aur hum teri aagosh me zindagi ek geet banke, geet banke aa gayi aagosh me jo mujhe kehni hai tum se, wo baat abhi baki hai wo baat abhi baki hai raat abhi baki hai dil ko karar aaya nahi chhed de, haye wo nagma, tune jo gaaya nahi raat abhi baki hai