SONG: Rat Aayi Hai Naya Rang Jamane Ke Liye - रात आई हैं, नया रंग जमानें के लिए

Rat Aayi Hai Naya Rang Jamane Ke Liye - रात आई हैं, नया रंग जमानें के लिए

LYRICS:
raat aayi hai, naya rang jamane ke liye raat aayi hai, naya rang jamane ke liye leke aaram ka paigam, zamane ke liye leke aaram ka paigam, zamane ke liye gungunati huyi, dhire se ye aati hai saba gungunati huyi, dhire se ye aati hai saba thapakiya maa ki tarah, deke sulane ke liye thapakiya maa ki tarah, deke sulane ke raat aayi hai, naya rang jamane ke liye kaisi benazmi se bikhre hain, ye laalo gauhar kaisi benazmi se bikhre hain, ye laalo gauhar aasma kya teri daulat hai, lutane ke liye aasma kya teri daulat hai, lutane ke liye raat aayi hai, naya, raat raat aayi hai, naya rang jamane ke liye kya hi achha hai ye, bachpan ka zamana bhi yaha kya hi achha hai ye, bachpan ka zamana bhi yaha kya hi achha hai ye, bachpan ka zamana bhi yaha kya hi achha hai ye, bachpan ka zamana bhi yaha mauj karne ke liye, khelne khane ke liye mauj karne ke liye, khelne khane ke liye raat aayi hai, naya rang jamane ke liye leke aaram ka paigam, zamane ke liye raat aayi hai, naya rang jamane ke liye