SONG: Rasiya - (Reprise) - रसिया - (रिप्रैस )

Rasiya - (Reprise) - रसिया - (रिप्रैस )

LYRICS:
Mera darpan akhiyaan teri Tujh ko tarse ratiyaan meri Jeena mujhko raas aane laga Jab se chahki batiyaan teri Jogan, tera maara rasiya Jag jeeta, dil haara rasiya Pag tere chaubare thahre Sadqe main banjaara rasiya Rasiya ye tera hua, tune jiya moh liya Rasiya ne tera hai jo wahi tujhe saup diya Mera sarmaaya hai tu, tera sarmaaya hoon main Aaja, mujhe seench de, murjhaaya hoon main Jaise mera daaman hai tu aur teri chhaaya hoon main Tabhi tera baawra kehlaaya hoon main Teri baanhon mein hoke lagta hai ki zameen pe Jannat sach mein agar kahin hai (yahin hai) Ban kar tera yaara rasiya Soche na dobaara rasiya Pag tere chaubare thahre Sadqe main banjaara rasiya Rasiya ye tera hua, tune jiya moh liya Rasiya ne tera hai jo wahi tujhe saup diya Ma, ga, re, sa, ma Rasiya, rasiya, tu mera Rasiya, rasiya