SONG: Ranjish Hee Sahee Dil Hee Dukhane Ke Liye Aa - रंजिश ही सही, दिल ही दुखाने के लिए आ

Ranjish Hee Sahee Dil Hee Dukhane Ke Liye Aa - रंजिश ही सही, दिल ही दुखाने के लिए आ

LYRICS:
ranjish hi sahi, dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi ranjish hi sahi, dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi aa phir se mujhe chhod ke, jane ke liye aa aa phir se mujhe chhod ke, jane ke liye aa ranjish hi sahi pahle se marasim na sahi, phir bhi kabhi to pahle se marasim na sahi, phir bhi kabhi to rasmo rahe duniya hi, nibhane ke liye aa ranjish hi sahi kis kis ko batayenge, judai ka sabab hum kis kis ko batayenge, judai ka sabab hum tu mujhse khafa hai to, zamane ke liye aa ranjish hi sahi kuch to, kuch to, kuch to, kuch to kuch to mere pindaare mohabbat ka bharam rakh kuch to mere pindaare mohabbat ka bharam rakh tu bhi to kabhi mujhko, manane ke liye aa ranjish hi sahi ek umar se hu, lajjate giriya se bhi mahrum ek umar se hu, lajjate giriya se bhi mahrum ae raahte jan mujhko, rulane ke liye aa ranjish hi sahi, dil hi dukhane ke liye aa aa phir se mujhe chhod ke, jane ke liye aa ranjish hi sahi, dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi