SONG: Rangeeli Rangeeli Chhabili Rani Nindiya - रंगीली रंगीली छबीली रानी निंदिया

Rangeeli Rangeeli Chhabili Rani Nindiya - रंगीली रंगीली छबीली रानी निंदिया

LYRICS:
rangili rangili chabili rani nindiya aa mere raja ki ankhiyo me aa rangili rangili chabili rani nindiya aa mere raja ki ankhiyo me aa aaja ri lekar sapne suhane sukh ke jamane aaja ri lekar sapne suhane sukh ke jamane rangili rangili chabili rani nindiya aa mere raja ki ankhiyo me aa