SONG: Rangeela Re Tere - Baby Doll Chapter 2 (Remix) - याई रे याई रे जोर लगा के नाचे रे रंगीला रे

Rangeela Re Tere - Baby Doll Chapter 2 (Remix) - याई रे याई रे जोर लगा के नाचे रे रंगीला रे

LYRICS:
yaai re yaai re jor lga ke nache re ho yaai re yaai re milke dhum machai re rangila re chal mere sang sang le le duniyan ke rang ho ja rangila re rang rang rangila re rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera man chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan o rangeela re maine to sinchi re teri yeh rahein bahon mein teri kyoon auron ki baahein rangila re rangila re re rangiila re kaise tu bhoola voh phoolon si raatein samjhe jab aankhon ne aankhon ki baatein gaaon ghar chhoota re sapna har toota re phir bhi tu rootha re piya waah re pyaar waah re waah rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera man chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan o rangeela re palkon ke jhoole se sapnon ki dori pyaar ne baandhi jo tune voh todi rangila re rangila re re rangiila re khel yeh kaisa re kaisa re saathi diya to jhoome hain roye hain baati kahin bhi jaaye re roye ya gaaye re chain na paaye re hiyaa waah re pyaar waah re waah rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera man chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan o rangeela re ho ja rangila re rang rang rangila re ho ja rangila re rang rang rangila re