SONG: Rang Yeh Duneeya Badalatee Hai - रंग ये दुनिया बदलती है

Rang Yeh Duneeya Badalatee Hai - रंग ये दुनिया बदलती है

LYRICS:
chistakoba nakoba nakoba nakoba naka peshta ta peshta jua pua pa, jua pua pa, jua pua pa chistakoba nakoba nakoba nakoba naka peshta ta peshta jua pua pa, jua pua pa, jua pua pa rang yeh duniya badlati hai, badal ja pyare tu bhi jivan ke naye sanche me dhal ja pyare hey hey han ham nahi khelenge, ha jao hey oy hey rang yeh duniya badlati hai, badal ja pyare too bhi jivan ke naye sanche me dhal ja pyare mausam aaye mausam jaye, phir khil jaye kaliya mausam aaye mausam jaye, phir khil jaye kaliya apane aap khulati jaye armano ki galiya too bhi bhul ke sabko, are too bhi bhul ke sabko aaj mana rang raliya rang yeh duniya badlati hai, badal ja pyare too bhi jivan ke naye sanche me dhal ja pyare dil ka saaj jab chhid jaye, dhadkan gaane gaye arey dil ka saaj jab chhid jaye, dhadkan gaane gaye phir ek shaam ki pahchaan afsaana ban jaye jivan woh dhaara hai, arey jivan woh dhaara hai jo badh ke rah na paaye rang yeh duniya badlati hai, badal ja pyare too bhi jivan ke naye sanche me dhal ja pyare jab tak saans tab tak aas, sach kahte ho yaaro arey jab tak saans tab tak aas, sach kahte ho yaaro hai din chaar mauj bahaar, kal ko goli maaro jab tak jaisi gujare, arey jab tak jaisi gujare hanste huye gujaaro rang yeh duniya badlati hai, badal ja pyare too bhi jivan ke naye sanche me dhal ja pyare bolo re rang yeh duniya badlati hai, badal ja pyare too bhi jivan ke naye sanche me dhal ja pyare