SONG: Rang Dunga Sabko Mai Pyar Bhari Bato Se - रंग दूँगा सबको मैं प्यार भरी बातों से

Rang Dunga Sabko Mai Pyar Bhari Bato Se - रंग दूँगा सबको मैं प्यार भरी बातों से

LYRICS:
rang dunga sabako mein pyar bhari baato se aaj koi bach na sakega mere hantho se aaj koi bach na sakega mere hantho se rang dunga sabako mein pyar bhari baato se choli bhigo dun chunari bhigo dun mujhko kiska dar hai har ek nari aaj hai gopi kanha har ek nar hai holi mein jo bhi ho so kam hai rok le mujhko jisme dam hai aaj koi bach na sakega mere hantho se rang dunga sabako mein pyar bhari baato se aaj koi bach na sakega mere hantho se aaj koi bach na sakega mere hantho se