SONG: Rang Dariya - रंग दरिया

Rang Dariya - रंग दरिया

LYRICS:
yaara mujhe tu aise aa mila jaise kaafir ko milta hai khuda karun laakh baari tera shukriya bin mange tune itna de diya mera safeena paar laga de ya tu mita de ya tu bana de koyi zariya rang dariya rang dariya teri aankhon ka yeh rang dariya sufiyana ishq ka rang dariya main bandeya jaaun rangeya main bandeya jaaun rangeya beparwah yeh dil jaaye kareya rang dariya rang dariya teri aankhon ka yeh rang dariya sufiyana ishq ka rang dariya chehron ki bheed mein tu pasand aa gaya meri nazar mein teri tasveer rehti hai huaa main ameer paake teri dildariyan sun yeh mere khwabon ki taagir kehti hai hona kabhi tu mujhse juda na chaahe khuda ya chaahe khafa ho saari duniya rang dariya rang dariya teri aankhon ka yeh rang dariya sufiyana ishq ka rang dariya rang dariya rang dariya teri aankhon ka yeh rang dariya sufiyana ishq ka rang dariya oh rang dariya rang dariya teri aankhon ka yeh rang dariya sufiyana ishq ka rang dariya.