SONG: Rang Birange Phulo Ki Jhume Re Dhaliya - रंग बिरंगे फूलो की झूमे रे डालिया

Rang Birange Phulo Ki Jhume Re Dhaliya - रंग बिरंगे फूलो की झूमे रे डालिया

LYRICS:
rang birange phulo ki jhume re daliya kali kali aankho ke chalke re pyaliya rang birange phulo ki jhume re daliya kali kali aankho ke chalke re pyaliya tu pyar ka tar tod kaha chale re aisi pyari dunia ko chhod kaha chala re rang birange phulo ki jhume re daliya jiwan hai kagaj ka tukda bund pade dhul jata mati ka tan sun mere man mati me mil jata mati me mil jata rang birange phulo ko pooja me dal ke kali kali ankhiyo ka deepak ujal ke radha sang kanha ka ras jaha chala re is juthi dunia ko chhod waha chala re rang birange phulo ki jhume re daliya jaoge to ja na sakoge bairagi chori chori baho ka bandhan palko ka pahra chitwan ki hogi dori cham cham chamke re kano me baliya jagmag jagmag damke re man me diwaliya tu pyar ka tar tod kaha chala re aisi pyari dunia ko chhod kaha chala re rang birange phulo ki jhume re daliya jiska prem parbu se laga bhag hai uska jaga jisko rup mila hai uska usne sab kuch tyaga usne sab kuch tyaga chak chak piu mai to ram ras pyaliya shyam ke bhajan me bajau mai to taliya radha sang kanha ka ras jaha chala re is juthi dunia ko chhod waha chala re rang birange phulo ki jhume re daliya kali kali aankho ke chalke re pyaliya tu pyar ka tar tod kaha chale re aisi pyari dunia ko chhod kaha chala re radha sang kanha ka ras jaha chala re is juthi dunia ko chhod waha chala re aisi pyari dunia ko chhod kaha chala re is juthi dunia ko chhod waha chala re