SONG: Rang Aur Nur Ki Baaraat Kise Pesh Karun - रंग और नूर की बारात किसे पेश करूँ

Rang Aur Nur Ki Baaraat Kise Pesh Karun - रंग और नूर की बारात किसे पेश करूँ

LYRICS:
rang aur nur ki baaraat kise pesh karu ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu rang aur nur ki baaraat kise pesh karu ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu maine jazbaat nibhaaye hai usulo ki jagah maine jazbaat nibhaaye hai usulo ki jagah apne aramaan piro laaya hu phulo ki jagah tere sehare ki tere sehare ki ye saugaat kise pesh karu ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu ye mere sher mere aakhiri nazrane hai ye mere sher mere aakhiri nazrane hai mai un apno mai hu jo aaj se begaane hai bet-aa-luk si mulaakaat kise pesh karu ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu surkh jode ki tabotaab mubaarak ho tujhe surkh jode ki tabotaab mubaarak ho tujhe teri aankho kaa naya khvab mubaarak ho tujhe ye meri khvahish, ye khayalat kise pesh karu ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu kaun kahta hai ke chahat pe sabhi kaa haq hai kaun kahta hai ke chahat pe sabhi kaa haq hai tu jise chaahe tera pyaar usi kaa haq hai mujhse kah de mujhse kah de mai tera haath kise pesh karu ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu rang aur nur ki baaraat kise pesh karu ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu kise pesh karu, kise pesh karu