SONG: Ran Ki Dahad - रन की दहाड़

Ran Ki Dahad - रन की दहाड़

LYRICS:
rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad aaj rakt se dhara ko karde laal tu rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad aaj rakt se dhara ko karde laal tu sanhaar ki hai ye ghadi, prahaar ki hai ye ghadi le khadag aaj nyaan se nikal tu rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad aaj rakt se dhara ko karde laal tu rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad aaj rakt se dhara ko karde laal tu sasa-mama-gaga-dada-mama-nini-dada-sasa sasa-mama-gaga-dada-mama-nini-dada-sasa sasa-nini-papa-mapa-nini-papa-mama-rega papa-mama-rere-nire-sa sa-re-ma sa-re-pa ma-pa-ni pa-ni-re ga-re ni-re-sa hai mantra ek yudh ka ki maar de ya marr yahan aur na vikalp hai sadak bandh le sar yahan ho, saam-daam-dand-bhed rann mein sab pavitra hai jeet ke siva yahan kaun kiska mitra hai dhadd ke sis ko ukhaad chann mein harr le sabke praan chalni karde dushmano ki dhaal tu dhadd ke sis ko ukhaad chann mein harr le sabke praan chalni karde dushmano ki dhaal tu rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad aaj rakt se dhara ko karde laal tu rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad aaj rakt se dhara ko karde laal tu sanhaar ki hai ye ghadi, prahaar ki hai ye ghadi le khadag aaj nyaan se nikal tu rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad aaj rakt se dhara ko karde laal tu rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad aaj rakt se dhara ko karde laal tu bhu-bhuja mein bizliyan aur pralay sa aankh mein hastiyan na mil sake paapiyon ke raakh se chama, daya se hai mial kisko nayaay kab yahan? todd de tu chakravyuh wadh hi wadh ho aab yahan bharle tarkaso ke paan baandh kar dhwani kripaan paapiyon ke tan se khinch khaal tu bharle tarkaso ke paan baandh kar dhwani kripaan paapiyon ke tan se khinch khaal tu rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad aaj rakt se dhara ko karde laal tu rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad aaj rakt se dhara ko karde laal tu sa-re-ma sa-re-pa ma-pa-ni pa-ni-re ga-re ni-re-sa.