SONG: Ram Naam Se Sabke Mann Ke Ho Jate Hai - राम नाम से सबके मन के हो जाते हैं शुद्ध विचार

Ram Naam Se Sabke Mann Ke Ho Jate Hai - राम नाम से सबके मन के हो जाते हैं शुद्ध विचार

LYRICS:
ram naam se sabke man ke ho jate hai shuddh vichar ho jate hai shuddh vichar mujhe aaj ye aabhash hua hai ab hoga ram avtar avadh puri me janmenge dasrath nandan kahlayenge dasrath nandan kahlayenge yagy purn karwane muni ka tap bhumi me jayenge yagy purn karwane muni ka tap bhumi me jayenge ahilya ka uddhar karenge, ahilya ka uddhar karenge deytyo ka naam mitayenge, deytyo ka naam mitayenge vishwamitr ke sath janak puri dhanush todne jayenge vishwamitr ke sath janak puri dhanush todne jayenge ram naam ka parichay denge parshuram ka garv udar ram naam ka parichay denge parshuram ka garv udar mujhe aaj ye aabhash hua hai ab hoga ram avtar mujhe aaj ye aabhash hua hai ab hoga ram avtar raj tilak ke samay ram sita lakshman ban jayenge raj tilak ke samay ram sita lakshman ban jayenge dasrath agya shish chada sukh mahalo ka thukrayenge dasrath agya shish chada sukh mahalo ka thukrayenge rawan sadhu ban aayega, rawan sadhu ban aayega sita ko har le jayega, sita ko har le jayega pawan putr sita sudh ko aayenge pawan putr sita sudh ko aayenge pawan putr sita sudhi pa lanka pe aag lagayega, lanka pe aag lagayega sone ki lanka sulgegi, sone ki lanka sulgegi ghar ghar me hogi chikh pukar ghar ghar me hogi chikh pukar mujhe aaj ye aabhash hua hai ab hoga ram avtar mujhe aaj ye aabhash hua hai ab hoga ram avtar rawan ko sanhar prabhu phir awadhpuri me aayenge pushp viman me baith prabhu phir awadhpuri me aayenge awadhpuri ke nar nari mangal tyohar manayenge awadhpuri ke nar nari mangal tyohar manayenge gunj uthegi sakal vishaw me ek baar phir jai jai kaar gunj uthegi sakal vishaw me ek baar phir jai jai kaar ram ram ram sita ram ram ram ram ram ram sita ram ram ram