SONG: Ram Krishan Ki Dharti Par Paapi Ne - राम क्रिशन की धरती पर पापी ने

Ram Krishan Ki Dharti Par Paapi Ne - राम क्रिशन की धरती पर पापी ने

LYRICS:
ram krishan ki dharti par papi ne pav pasara hai papi ne pav pasara hai tut pado jawano aaj videshi ne humko lalkara hai humko lalkara hai is dharti ko hathiyane ka usne aaj vicahr kiya is bharat ko dhamkane ka usne bada parchar kiya hai usne bada parchar kiya uttar me wo khada himayal takkar lene wala hai yaha hajaro vir ladenge usne hume na jana hai usne hume na jana hai ram krishan ki dharti par papi ne pav pasara hai, papi ne pav pasara hai tut pado jawano aaj videshi ne humko lalkara hai humko lalkara hai vir shivaji ke pauvade humne ghar ghar gaye hai maharana partap ke maru baze khub bazaye hai baze khub bazaye hai ranbairi baz uthi kat baman ne hume pukara hai humlavar gaddaro ka ab kam na banne wala hai kam na banne wala hai tut pado jawano aaj videshi ne humko lalkara hai humko lalkara hai hum na kisi ka mulk chahte hume kisi se bair nahi hum par jo chadkar aayega us dushman ki khair nahi us dushman ki khair nahi kashmir se antrib tak yahi hamara nara hai hind mahasagar ki lehro ne sun lo yahi pukara hai sun lo yahi pukara hai ram krishan ki dharti par papi ne pav pasara hai papi ne pav pasara hai tut pado jawano aaj videshi ne humko lalkara hai humko lalkara hai