SONG: Ram Kasam Mai Ghunghat Ke Pat Na - राम कसम मैं अपनी कसम मैं

Ram Kasam Mai Ghunghat Ke Pat Na - राम कसम मैं अपनी कसम मैं

LYRICS:
raam kasam main apni kasam main ghunghat ke pat na kholu re raam kasam main ghunghat ke pat na kholu re ab to gaya ghunghat ka zamana ab to gaya ghunghat ka zamana aaya naya zamana, aaya naya zamana sath chalenge, na darenge gaayenge english gana jaao ji main na bolu re jaao ji main na bolu re raam kasam main apni kasam main ghunghat ke pat na kholu re raam kasam main ghunghat ke pat na kholu re ghunghat ke baahar nikala jo ghunghat ke baahar nikala jo mukhada mera gulaabi mukhada mera gulaabi saas meri maargi tana saas meri maargi tana hansegi meri bhabhi, hansegi meri bhabhi laaj ke maare chhupti jaaun laaj ke maare chhupti jaaun main na piya se bolu re main na piya se bolu re raam kasam main apni kasam main ghunghat ke pat na kholu re raam kasam main ghunghat ke pat na kholu re jaao ji main na bolu re jaao ji main na bolu re raam kasam main apni kasam main ghunghat ke pat na kholu re raam kasam main ghunghat ke pat na kholu re