SONG: Raksha Karo - रक्षा करो

Raksha Karo - रक्षा करो

LYRICS:
is bar bhi bigadi swaro antim aaj pariksha hai maa isse mujhe ubaro raksha karo raksha karo raksha karo hey santoshi mata koi lutera loot naa jaye kapat ke karan tut na jaye maa bete ka nata mata raksha karo raksha karo hay santoshi mata raksha karo tum to dekh rhi ho maiya aaj bhwar me fansi hai naiya tum to dekh rhi ho maiya aaj bhawar me fansi hai naiya jau kaha aab kisko pukaru tum bin mera kon khiwaiya kon lagaye paar ise ab kuch bhi samajh nhi aata mata raksha karo raksha karo hay santoshi mata raksha karo mera bhagy kisi ne thaga hai mujh nirdoshi pe dosh laga hai mera bhagy kisi ne thaga hai mujh nirdoshi pe dosh laga hai maine kiska kya hai bigada mere sath hua kyu dga hai mata mere punyo par koi papi bijali girta mata raksha karo raksha karo hay santoshi mata koi lutera loot naa jaye kapat ke karn tut naa jaye maa bete ka nata mata rksha karo meri priksha leli tune ab hai teri priksha mang rhi apne suhag ki aaj tujhi se biksha main kalank sah jaungi main kalank sah jaungi de dungi apne pran par teri bhagti ka bhi mit jayega naam nishan rksha karo rksha karo rksha karo rksha karo rksha karo