SONG: Rakh Laaj Mere Sindur Ki Gauri Parvati - रख लाज मेरे सिंदूर की गौरा पार्वती

Rakh Laaj Mere Sindur Ki Gauri Parvati - रख लाज मेरे सिंदूर की गौरा पार्वती

LYRICS:
rakh laz mere sindur ki gaura parvati rakh laz mere sindur ki shiv shankar ki pyari gaura parvati mohe ek tera hi aasra tu hi taran hari gaura parvati rakh laz mere sindur ki hari har ka man harne wali tu satio me maha sati tujhsa kiska tap hai jispe dol gaye kailash pati mai dukhiyari ho mai dukhiyari sab kuch hari aayi sharan tihari gaura parvati rakh laz mere sindur ki shiv shankar ki pyari gaura parvati rakh laz mere sindur ki aachal me dukh dard chipaye siche jiwan ki kyari kya dukh sahne ko hi janmi janam jali bharat nari ghayali ki gat ho ghayal ki gat ghayal jane nari ka dukh nari gaura parvati rakh laz mere sindur ki shiv shankar ki pyari gaura parvati mohe ek tera hi aasra tu hi taran hari gaura parvati rakh laz mere sindur ki