SONG: Raja Se Bhikhari Tak - राजा से भिखारी तक

Raja Se Bhikhari Tak - राजा से भिखारी तक

LYRICS:
o suno re bhai raja se bhikhari tak, chor se pujari tak raani se kahari tak, aaye naseeb aajmaye laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka raja se bhikhari tak, chor se pujari tak raani se kahari tak, aaye naseeb aajmaye laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka dilwalo ka khel hain babu, kismat vale khelenge dilwalo ka khel hain babu, kismat vale khelenge are maya hogi meherbaan, to jholi bhar bhar le lenge bhale se juaari tak, panchhi se shikari tak kangle se hazaari tak, aaye naseeb aajmaye laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka raja se bhikhari tak, chor se pujari tak raani se kahari tak, aaye naseeb aajmaye laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka kismat tujhko dhund rahi hain, babu kyun sharmata hain kismat tujhko dhund rahi hain, babu kyun sharmata hain are pichhe pichhe rahne wala, pichhe hi rah jata hain buddhu se khiladi tak, kuli se anadi tak gali se pahadi tak, aaye naseeb aajmaye laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka raja se bhikhari tak, chor se pujari tak raani se kahari tak, aaye naseeb aajmaye laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka der na kar matwale raja, samay gujrta jata hain der na kar matwale raja, samay gujrta jata hain are ruth na jaye lakshmi rani, kaahe der lagata hain bambe se katari tak, patli se bhari tak fashionable nari tak, aaye naseeb aajmaye laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka aao bhai lagaau bhai raja se bhikhari tak, chor se pujari tak raani se kahari tak, aaye naseeb aajmaye laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka