SONG: Raja Saheb Ghar Nahin - राजा साहब घर नहीं

Raja Saheb Ghar Nahin - राजा साहब घर नहीं

LYRICS:
ba adad ba mulaheja ba hosiyar nahi nahi be adab be mulahija be muhar raja sahab ghar nahi hamko kisi ka dar nahi aj to gardan unchi karke kahenge ham so bar be adab be mulahija be muhar ba adad ba mulaheja ba hosiyar raja sahab ghar nahi hamko kisi ka dar nahi aj to gardan unchi karke kahenge ham so bar be adab be mulahija be muhar ba adad ba mulaheja ba hosiyar nachenge or gayenge chikhenge chilayenge man marji ka pahnenge man marji ka khayenge mahal ki unchi diwaro se dur hai pahredar be adab be mulahija be muhar ba adad ba mulaheja ba hosiyar chup gaddar ankhe jhuki jhuki ho kyu sanse ruki ruki ho kyu raja ji jab yaha nahi to bate ho betuki kyu aj ke din to band karo ye jhut ka karobar beadab be mulahija be muhar ba adad ba mulaheja ba hosiyar rajo or sultano ka kissa gaye jamano ka rajo or sultano ka kissa gaye jamano ka insano ke age kyu shish jhuke insano ka aye samjha yug in rasmo se hai bejar be adab be mulahija be muhar ba adad ba mulaheja ba hosiyar