SONG: Raja Ram Ke Beto Phate Aasan Pe Tum - राजा राम के बेटो फटे आसन पे तुम

Raja Ram Ke Beto Phate Aasan Pe Tum - राजा राम के बेटो फटे आसन पे तुम

LYRICS:
raja ram ke beto phate aasan pe tum leto ek deen dukhiya maa ka tumko dular banwasini sita ka tumko pyar ab ye jopadi hai mahal, ayodhya hai yahi jungle is van me apna ab naya sansar banwasini sita ka tumko pyar mila ban ka tumhe kona, to ispar mat dukhi hona mila ban ka tumhe kona, to ispar mat dukhi hona mere aanchal tale ae naunihalo sukh se tum sona sukh se tum sona mai dungi raat bhar pehra, nirakh tum dono ka chehra lungi baliya man me baarambaar banwasini sita ka tumko pyar na chandi ka yaha palna, na resham ki yaha dori na chandi ka yaha palna, na resham ki yaha dori yaha hai tute sapne aur meri aansu bhari lori aansu bhari lori mai ek lachar abla hu, siva mamta ke mai kya du mere bagya se bacho dungi takrar banwasini sita ka tumko pyar raja ram ke beto phate aasan pe tum lete ek deen dukhiya maa ka tumko dular banwasini sita ka tumko pyar banwasini sita ka tumko pyar