SONG: Raja Ji Tum Meri Kahani Kya Jano - राजा जी तुम मेरी कहानी क्या जानो

Raja Ji Tum Meri Kahani Kya Jano - राजा जी तुम मेरी कहानी क्या जानो

LYRICS:
raja ji, raja ji tum meri kahani kya jaano main hun kya, tum bhala dil ki baate puraani kya jaano mil gaye saajna, haaye mil gaye saajna ab nahi koi dar main to naachungi ? hatho par sar kaagaz ki naav kabhi chalti nahi julmo ki tehni kabhi falti nahi jaalimo ki daal kabhi galti nahi chham chhama chham naache ja pagla naache pagla naache naache baarahsingha pagla naache pagla naache naache baarahsingha muh hai tera bhola bhala paan kha le desi wala tulla aise kaay kaay tum jalte raho tum machalte raho hath malte raho paas hai jo mere, yaar ki nishaani kya jaano raja ji, raja ji tum meri kahani kya jaano aaj se main tumhaare, haay aaj se main tumhaare na hath aaungi, ban ke panchhi koi main ud jaaungi jaalim ko maaf hum karte nahi dushman ko maarte hai marte nahi gidad se sher kabhi darte nahi chham chhama chham naache ja pagla naache pagla naache naache baarahsingha pagla naache pagla naache naache baarahsingha jigra todungi main ghar ye chhodungi main mukh modungi main aag hai, aag hai meri bholi jawani kya jaano raja ji, raja ji tum meri kahani kya jaano