SONG: Rahi Hu Mai (Part - Li) - राही हूँ मैं

Rahi Hu Mai (Part - Li) - राही हूँ मैं

LYRICS:
rahi hu main kaha meri manzil kabhi kahi bichhade na do dil rahi hu main kaha meri manzil kabhi kahi bichhade na do dil humsafar hai hum to gum kaha humsafar hai hum to gum kaha rahi hu main kaha meri manzil kabhi kahi bichhade na do dil mana muskil safar hai jana jane kidhar hai rahe apni nayi hai dusman apne kayi hai dusmano ka dar kise yaha hamsafar hai hum to gum kaha rahi hu main kaha meri manzil kabhi kahi bichhade na do dil rahi hu main kaha meri manzil kabhi kahi bichhade na do dil mausam badle hawaye chhaye ghum ki ghataye sanse kahi thak na jaye rahi kahi ruk na jaye hum rukenge dam rukega jaha humsafar hai hum to gum kaha rahi hu main kaha meri manzil kabhi kahi bichhade na do dil humsafar hai hum to ghum kaha humsafar hai hum to ghum kaha rahi hu main kaha meri manzil kabhi kahi bichhade na do dil