SONG: Rahenge Jab Tak Khamosh Hum - रहेंगें कब तलक खामोश हम

Rahenge Jab Tak Khamosh Hum - रहेंगें कब तलक खामोश हम

LYRICS:
rahenge kab talk khamosh ham ye aasma wale kahenge aaj kuchh tujhse ki ham bhi hain juda wale mere tute dil ne tujhe hain pukara nahi teri duniya me apna gujara nahi teri duniya me apna gujara mere tute dil ne tujhe hain pukara nahi teri duniya me apna gujara nahi teri duniya me apna gujara laut aai falak se duaaye chal padi hain sitam ki hawaye sabki kashti ke aila khuda sun aisa na ho ki ham dub jaye sabki kashti ke aila khuda sun aisa na ho ki ham dub jaye hain tufaa hajaro nahi hain kinara nahi teri duniya me apana gujara nahi teri duniya me apana gujara koi beaasra ho gaya hain ye khudai ko kya ho gaya hain tere hote huye is jaha me ek sitamgar khuda ho gaya hain tere hote huye is jaha me ek sitamgar khuda ho gaya hain ye aansu nahi hain lahu hain hamara nahi teri duniya me apana gujara nahi teri duniya me apana gujara tujhko kasam meri jaan ki tujhko kasam teri shan ki kahde jara in hawao se barsa de shole ghatao ke parvat jagah apni chhod de saagar kinaro ko tod de naumat na aaye imaan par bijli gira de jahan par varna ye anjam hoga, maalik tu badnam hoga maalik tu badnam hoga kahega ye tujhse jamana ye sara nahi teri duniya me apana gujara nahi teri duniya me apana gujara mere tute dil ne tumhe hain pukara nahi teri duniya me apana gujara nahi teri duniya me apana gujara