SONG: Rahee Hu Albela Mai Dil Ka Nahi Maila - राही हूँ अलबेला मैं दिल का नहीं मैला

Rahee Hu Albela Mai Dil Ka Nahi Maila - राही हूँ अलबेला मैं दिल का नहीं मैला

LYRICS:
rahi hu albela mai dil ka nahi maila yaro kehte hai log mujhe chaila chaila babu kehte hai log mujhe chaila rup ki shehjadi hai yaro meri laila yaro kehte hai log mujhe chaila sair sapate karta mai jaa pahucha fir khet me chand si ujli ladki baithi thi thandi ret me are dekh ke meri surat pehle to gussa le aayi chal jo meri dekhi kuch sharmayi kuch muskayi kehne lagi wo mai teri mere saajan chaila rahi hu albela mai dil ka nahi maila yaro kehte hai log mujhe chaila pyar ki dhun pe maine jab chedi apni ragini sun ke mera gana phir cham se aayi kaamini are has ke hamko dekha ek jalva pheka dur se dil ki bat ko maine phir kah dala us hur se mil hi gai mastani meri dilruba chaila rup ki shehjadi hai yaro meri laila yaro kehte hai log mujhe chaila