SONG: Rahe To Kaise Rahe - रहें तो कैसे रहें दिल पे इख़्तियार मुझे

Rahe To Kaise Rahe - रहें तो कैसे रहें दिल पे इख़्तियार मुझे

LYRICS:
rahe to kaise rahe dil pe ikhtiyar mujhe ha rahe to kaise rahe dil pe ikhtiyar mujhe tum is nigah se dekho na bar bar mujhe tum is nigah se dekho na bar bar mujhe jo mujhse bachte the pahlu me aaye baithe hai jo mujhse bachte the bachte the pahlu me aaye baithe hai bahut dino se tha is din ka intzar mujhe bahut dino se tha is din ka intzar mujhe tum is nigah se dekho na bar bar mujhe hamesha aapne hamesha aapne ha aapne gairo pe ki nigahe karam hamesha aapne hamesha aapne ha aapne gairo pe ki nigahe karams hamesha aapne rakha hai bekarar mujhe tum is nigah se dekho na bar bar mujhe wohi to ho jo meri ek bhi na sunte the ab ikhtiyar tumhe hai ke ikhtiyar mujhe tum is nigah se dekho na bar bar mujhe