SONG: Rahati Nahi Hamesha Ye Chand Ki Jawani - रहती नहीं हमेशा ये चाँद की जवानी

Rahati Nahi Hamesha Ye Chand Ki Jawani - रहती नहीं हमेशा ये चाँद की जवानी

LYRICS:
rahti nahi hamesha ye chand ki jawani ji bhar ke aish kar le, ji bhar ke aish kar le jab tak hai zindgani, jab tak hai zindgani gujre jo mastiyo me achhi wahi ghadi hai darna agar tu sabse pichhe tere khadi hai jab tak chale ye chala le sans ki kahani ji bhar ke aish kar le, ji bhar ke aish kar le jab tak hai zindgani, jab tak hai zindgani lifahz hai sunhara rangin hai ye dhokha mat chhod zindagi ka koi hasin mauka aayega sath phir na bahta hua ye pani ji bhar ke aish kar le, ji bhar ke aish kar le jab tak hai zindgani jab tak hai zindgani rahti nahi hamesha ye chand ki jawani ji bhar ke aish kar le, ji bhar ke aish kar le jab tak hai zindgani jab tak hai zindgani